Meesho Me Account Kaise Banaye | How to create New Account in meesho App (Hindi) 2022
Agar aap meesho ke bare me nahi jante to to janiye yeh ek oniline shopping app and reselling app hai
jaha pe naye naye electronics clothing,accessories,book & applinces ke reselling ya shopping kar sakte ho to chaliye age jante hai ki kaise meesho app me account khole jante hai.
Agar aap meesho ke bare me nahi jante to to janiye yeh ek oniline shopping app and reselling app hai
Aage diye step follow karke aap account open kar sakte ho
- Step 1: Pahle Meesho app ko install kare open kare.App play store me jakar app download kar sakte ho
Abhi open karne ke bad gender select kare. Female hai to female kariye ya male hai to male
Abhi apko aage Account ka option dikhai Denga Account ke option per click kare.
Next step me Aage sign up ka option per click karna Hai.
Abhi Aage Sign up to continue ka option ayenga Yaha Mobile number dale or send OTP par click Kare.
Click karne ke bad Abhi mobile par 6 number otp ayenga us OTP ko aage dalna hai.
Abhi aage send otp par click karna Hai.
- Step 2 : Abhi Aage Apke Samne kuch Alag sa Interface Dikhenga To yha par EDIT PROFILE par click kare.
Abhi aage apke samne primary profile information Deni Hai hai. Jaha pe apka Full Name,Mobile Number or Email ID ko Fill karna Hai or Save par click karna hai
Sabse Pahle Add Picture par click kare.
Ek photo Add kare. Or crop par click kare.
Abhi aage apke pura nam dal dena Hai. Aage baki information dena Hai.
Abhi aage Other info Aage or jankari dikh jayengi.
Ek tarah information bhar sakte hai or save Karen. Jaha par Date of Birth, Marital Status or Education Monthly income dikhai dengi Sab bharni hai or Save Karna Hai.